Azan ke baad ki Dua | Nabi ﷺ ke liye Waseele ki Dua
Azan ke baad ki Dua
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
اللَّهُمَّ رَبَّ هَذِهِ الدَّعْوَةِ التَّامَّةِ وَالصَّلاَةِ الْقَائِمَةِ،
آتِ مُحَمَّدًا الْوَسِيلَةَ وَالْفَضِيلَةَ، وَابْعَثْهُ مَقَامًا مَحْمُودًا الَّذِي وَعَدْتَهُ
( Allahumma Rabba Hadhihi-D-Dawatit-Tammaa Was-Salatil Qaimah, Aati Muhammadan Al-Wasilata Wal-Fazilah, Wabaathhu Maqaman Mahmudan-Il-Ladhi Waadtah )
Sahih Bukhari, Vol 1, 614
✦ Hadith Roman Urdu :
Jabir bin Abdullah (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya ki, Jo shakhs Adhan(Azan) Sunkar ye kahe (Allahumma Rabba Hadhihi-D-Dawatit-Tammaa Was-Salatil Qaimah, Aati Muhammadan Al-Wasilata Wal-Fazilah, Wabaathhu Maqaman Mahmudan-Il-Ladhi Waadtah) Usey Qayamat ke din meri Shafa’at milegi.
Tarjuma: Aye mere Allah jo iss saari pukar ka Rab hai aur Qayam rehney wali namaz ka bhi Rab hai, Nabi-e-Kareem Muhammad (ﷺ) ko Qayamat ke din Waseela ata farma, aur Maqam-e-Mahmood par unka Qayam farma jiska tuney unsey wada kiya hai.
✦ Hadith English :
Jabir bin Abdullah narrated that : Allah’s Messenger said:
“Whoever says, when he hears the call: (Allahumma, rabba hadhihidda ‘watit-tammati was Salatilqa’imah, ati Muhammadanil wasilata wal-Fadilata, wab’athhu Maqamun Mahmudan alladhi wa’adtahu) ‘O Allah! Lord of this perfect call and established prayer, grant Muhammad Al-Wasilah and Al-Fadilah, and raise him to the praised station that you promised him’ – then intercession on the Day of Resurrection is made lawful for him.”
📕 Jami` at-Tirmidhi 211-Sahih (Darussalam)
• In-book reference: Book 2, Hadith 63
• English translation: Vol. 1, Book 2, Hadith 211