All Duas in list

{tocify} $title={Table of Contents}


Zikr ki ahmiyat o fazilat

1. Neend se bedaar honey ki dua

Alhamdu lillaahil ladhee ahyaanaa
ba'da maa amaatanaa wa ilayhin nushoor

“har qism ki tareef Allah ke liye hain jis ne
hamein zindah kya, baad is ke ke is ne hamein
maar diya tha aur usi ki taraf uth kar jana hai”

📚 Sahih Bukhari (6314), Sahih Muslim (2711), Abu Dawud (5049)

2. Libaas pahenne ki dua

Alhamdu lillaahil ladhee kasaanee haadhath thawba
wa razaqaneehi min ghayri hawlim minnee wa laa
quwwatin

“har qism ki tareef Allah hi ke liye hai jis ne mujhe
yeh libaas pehnaya aur mujhe meri zaati quwwat aur
taaqat ke baghair yeh ataa kiya”

📚 Hasan. Abu Dawud (4023). Albani ne ise Hasan kaha hai: Ta’leeq
Hidayatur Ruwat (4:204, no. 4270) 

3. Naya libaas pahenne ki dua

Tublee wa yukhliful laahu ta'aalaa

“Tum isay boseeda karo aur Allah taala (tumhein) is ke iwaz aur de”

📚 Sahih Mawqoof (Sahabi ka qaul, Nabi ka nahi). Abu Dawud
(4020). Albani ne ise Sahih kaha hai: Ta’leeq “Hidayatur Ruwat”
(4:203, no. 4269) 

4. Naya libaas pahenne wale ke liye dua

Tublee wa yukhliful laahu ta'aalaa

“Tum isay boseeda karo aur Allah taala (tumhein) is
ke iwaz aur de”

📚 Sahih Mawqoof (Sahabi ka qaul, Nabi ka nahi). Abu Dawud
(4020). Albani ne ise Sahih kaha hai: Ta’leeq “Hidayatur Ruwat”
(4:203, no. 4269) 

5. Libaas utaarte waqt ki dua

Bismillaah 

“Allah ke naam ke saath”

📚 Hasan Li Ghairihi (Hasan dusri riwayaton ki madad se).
Tirmidhi (606). Albani ne ise Hasan kaha hai: “Irwaa” (50). Tafseel
ke liye dehiye: “Anwar un Nasiha” (Taa 606) 

6. Baitul khala mein daakhil hone ki dua

Bismillaahi Allahumma inni
a’oodhu bika minal khubuthi
wal khaba'ith

[Allah ke naam ke saath,] Aye Allah!
Main teri panah mein aata hun
khabeeson aur khabeesniyon se.

📚 Sahih Bukhari (142), Sahih Muslim (375). Brackets wale izafe ka
zikr pichle footnote ki hadees (Tirmidhi 606) mein hai.

7. Baitul khala se nikalney ki dua

Ghufraanaka

“Aye Allah main teri bakhshish chahta hun”

📚 Sahih. Abu Dawud (30), Tirmidhi (7), Ibn Majah (300). Albani ne
ise Sahih kaha hai: “Sahih Abu Dawud” (1:59, no. 23) 

8. Wazu se pehle ki dua

Bismillaah

“Allah ke naam ke saath”

📚 Sahih. Abu Dawud (101), Ibn Majah (397), Nasai (78). Albani ne
ise Sahih kaha hai: “Sahih Abu Dawud” (1:168, no. 90); Aur
dekhen: Sahih Ibn Khuzayma (144); Albani ne ise is par Taaleeq
mein Sahih kaha hai.

9. Wazu ke baad ki duayen

❶ Ash-hadu 'an laa ilaaha illallaahu wahdahu laa
shareeka lahu wa ash-hadu anna Muhammadan
'abduhu wa Rasooluhu

“Main shahadat deta hun ke Allah ke siwa koi (sacha)
mabood nahi, woh akela hai us ka koi shareek nahi
aur main gawahi deta hun ke Mohammad us ke
bande aur us ke Rasool hain”

📚 Sahih Muslim (234), Abu Dawud (169), Tirmidhi (55), Nasai
(148), Ibn Majah (470) 

❷ Allaahum maj'alnee minat tawwaabeena
waj'alnee minal mutatahhireen

“Ae Allah mujhe bahot ziyada tauba karne walon
mein se banade aur mujhe bahot ziyada pak rehne
walon mein se banade”

📚 Sahih. Tirmidhi (55). Albani ne ise Sahih kaha hai: “Tamam al
Minnah” (pages 96-97); aur “Irwaa” (96). Tafseel ke liye dekhiye
“Anwar un Nasiha” (Taa 55) 

 Subhaana kallaahumma wa bihamdika, ash-hadu an
laa ilaaha illaa anta, astaghfiruka wa atoobu ilayk

Pak hai Tu Ae Allah! apni tareefon ke sath, main
shahadat deta hun ke teray siwa koi mabood nahi,
main tujh se mafi mangta hun aur teray huzoor
tauba karta hun.

📚 Sahih. Nasai al Kubra (9829), Sh’ub al Eeman (4:268), Al Fawa’id
al Muntakhiba (Qaf 1/150/Alif) ise Mawqoof kehna durust nahi.
Albani ne ise Sahih kaha hai: “Irwaa” (3:94)

10. Ghar se nikaltay waqt ki duayen

 Bismillaahi, tawakkaltu 'alallaahi,
laa hawla wa laa quwwata illaa billaah 

(Mein is ghar se) Allah ke naam ke sath
(nikal raha hun) main ne Allah par bharosa kiya aur gunah se
bachney ki himmat hai na neki karne ki taaqat
magar Allah hi ki tofiq se.

📚 Sahih. Abu Dawud (5095), Tirmidhi (3426)

 Allaahumma innee a'oodhu bika an adhilla,
awudhalla, aw azilla, aw uzalla,
aw azlima, aw uzlama,
aw ajhala aw yujhala 'alayya

Aye Allah! main teri panah mein aata hun (is baat se)
ke main gumraah ho jaun ya mujhe gumraah kar diya
jaye, ya main phisal jaun ya mujhe phisla diya jaye
main zulm karoon ya mujh par zulm kiya jaye ya
main kisi se jahalat se paish aaun ya mere sath
jahalat se paish aaya jaye.

📚 Sahih. Abu Dawud (5094, lafz is ke hain), Tirmidhi (3427)

 11. Ghar mein daakhil hotay waqt ki dua

Bismillaahi walajnaa, wa bismillaahi kharajnaa,
wa 'alaa rabbinaa tawakkalnaa

“Allah ke naam ke saath ham (ghar mein) daakhil
hue aur Allah hi ke naam ke sath ham niklay aur
apne Rab hi par ham ne tawakkal kya.”

mazkoorah kalmaat padhnay ke baad apne ghar
walon ko salaam karen 

📚 Da’eef li inqitaa’ihi.(Inqitaa ki waja se Da’eef hai), Abu Dawud
(5096). Shaikh Albani ne iski tas-heeh se ruju kar liya hai:
“Da’eefa” (12:731). 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 


Masjid ki taraf jane ki dua

Masjid mein daakhil honay ki dua

Masjid se nikalney ki dua

Azaan ke azkaar

Du’a e istiftaah

Rukoo’ ki duayen

Rukoo’ se uthne ki duayen

Sajde ki duayen

Do sajdon ke darmiyan ki duayen

Sajda e tilawat ki duayen

Tashahhud

Tashahhud ke baad Nabi par Darood

Aakhri tashahhud ke baad salaam se pehle ki duayen

Namaz se salaam pherne ke baad ke azkaar

Namaz e istikhara ki dua

Subah o shaam ke azkaar

Sonay ke waqt ke azkar o duayen

Raat ko karvat badalty waqt ki dua

Raat ko karvat badalty waqt ki dua

Accha ya bura khwaab aaye ya achanak aankh khul jaye to kya karen?

Qunoot e Witr ki duayen

Witar se salaam phairnay ke baad ki dua

Fikr mandi aur gham se nijaat ki duayen

Be qarari aur izterab ke waqt ki duayen

Dushman aur sahib e saltanat se mlitay waqt ki duayen

Badshah ke zulm se khauf ki duayen

Dushman ke liye bad dua

Logon ke shar se daren to yeh dua mangen

Jisay imaan mein shak ho jaye woh kya kare?

Qarz se nijaat ki duayen

Quran aur namaz mein waswasay se bachao ki dua

Mushkilat ke hal ki dua

Gunah kar baithen to kya kahen aur kya karen?

Shaytan kab bhagta hai?

Tadbeer ulat jane par be basi ki dua

Naw maulood ki mubarak baadi aur is ka jawab

Bacchon ko Allah ki panah mein dainay ki dua

Bimar pursi ke waqt mareez ke liye duayen

Bimar pursi ki fazilat

Zindagi se na umid mareez ki duayen

Qareebul maut ko talqeen karne ka hukm

Museebat ke waqt nemul badal mangnay ki dua

Mayyat ki ankhen band karte waqt ki dua

Namaz e janaza ki duayen

Bacchay ki namaz e janaza ki duayen

Taaziyat ke waqt yeh kalmaat kahen

Mayyat qabr mein utaartay waqt ki dua

Mayyat dafn karne ke baad ki dua

Ziyarat e quboor ki dua

Aandhi ki duaye

Baadal garajne ki dua

Qahet saali se bachaao aur barish ki duayen

Barish dekh kar kya kaha jaye

Barish ke baad ki dua

Barish zaroorat se ziyada hojaye to kya kaha jaye

Chaand dekhnay ki dua

Roza iftaar karte waqt ki duayen

Khana khanay se pehlay ki dua

Khana khanay se farigh honay ki duayen

Maheman ki maizban ke liye dua

Khilane ya pilane wale ke liye dua

Iftaari karanay walay ke liye dua

Nafli rozay mein dawat qubool na karne walay ki dua

Rozay daar ko koi shakhs gaali day to woh kya kahe

Naya phal dekhte waqt ki dua

Cheenk ki duayen

Dulha dulhan ko mubarak bad dainay ki dua

Shadi karne walay ka apni biwi ko dua, aur nayi sawari

khareedtay waqt ki dua

Biwi ke paas aane se pehle ki dua

Gussa aa jane ke waqt ki dua

Museebat zada ko dekhnay ke waqt ki dua

Douran e majlis ki dua

Kaffaara e Majlis ki dua

Maghfirat ki dua dainay walay ko kya kaha jaye?

Husn sulook karne walay ke liye dua

Dajjal se mehfooz rehne ke wazaaif

Mohabbat ka izhaar karne walay ke liye dua

Maal o doulat kharch karne walay ke liye du

Qarz ki adaaigi ke waqt dua

Shirk se mehfooz rehne ki dua

Barkat ki dua dainay walay ko kya kaha jaye?

Badshaguni se izhaar e bara’at ki dua

Sawari par bethnay ki dua

Aaghaz e safar ki dua

Kisi shaher ya basti mein daakhil honay ki dua

Bazaar mein daakhil honay ki dua

Sawari phisalnay ke waqt ki dua

Musafir ki muqeem ke liye dua

Muqeem ki musafir ke liye duayen

Douran e safar tasbeeh o takbir

Douran safar subah ke waqt ki dua

Douran safar ya safar ke baghair kisi jagah theherne ki dua

Safar se wapsi ki dua

Khushi ya na khushi ki baat sunney wala kya kahe?

Nabi SAW par darood bhejne ki fazeelat

Kasrat se salaam kehnay ki talqeen

Kafir ke salaam ka jawab

Murgh bolnay aur gadha renkne ke waqt ki dua

Raat ko kutton ke bhonknay ke waqt ki dua

Aisay shakhs ke liye dua jisay gaali ya takleef di ho

Musalman dusray musalman ki tareef mein kya kahey?

Jab musalman apni tareef sunay to kya kahey?

Hajj ya Umra ka ahraam bandhnay wala labbaik kaisay kahe

Hajr e Aswad ke qareeb jaakar Allaahu Akbar kehna

Rukn e yamani aur hajr e aswad ke darmiyan dua

Safaa aur Marwaa ke muqam par parhi jane wali dua

Yaum e ‘Arafah (9th Zul Hijja) ki dua

Mash'ar e Haraam ke paas zikr o dua

Rami Jamraat ke waqt har kankari ke sath takbeer

Taajjub aur khushi ke waqt ki dua

Khush khabri milnay par kya karen

Jism mein takleef mehsoos ho to kya kahen?

Apni nazar lag jaaney ka andesha ho to kya kahen?

Ghabrahat ke waqt kya kaha jaye

Aam janwar ya oont zubah karte waqt ki dua

Sarkash shyaateen ke makr o fareb se bachney ki dua

Tauba o istighfaar

Hamd o sana, takbir aur laa ilaaha illallaah ki fazeelat

Nabi tasbeeh kaisay ginte they?

Mukhtalif naikiyan aur jame aadab

Post a Comment