Nazar ki Dua: Boori Nazar se bachne ki Dua

Nazar ki Dua: Boori Nazar se bachne ki Dua

Nazar ki Dua

Nazar ki Dua in Quran & Hadees Nazar e Bad se Kaise Bache aur Boori Nazar Lagne ke Baad Ilaj

Boori Nazar, Shaitan ke hamle, har zahrile janwar se aur har nuksan pahunchane wali cheezo se bachne ki dua.

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Nazar ki Dua in Arabic

أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّةِ مِنْ كُلِّ شَيْطَانٍ وَهَامَّةٍ وَمِنْ كُلِّ عَيْنٍ لامَّةٍ


Nazar ki Dua Transliteration

“A’oodhu Bikalimatillahi-Tammatti Min Kulli Shaytaanin
Wa Hammatin Wamin Kulli ‘Aynin Lammatin.”


नज़र की दुआ हिंदी में

मैं पनाह मांगता हूँ अल्लाह की पूरी पूरी कलीमात के जरिये,
हर शैतान से और हर जहरीले जानवर से
और हर नुकसान पहुंचाने वाली नज़र-इ-बद्द से।


Nazar ki Dua in Roman English

Main panaah mangta hun Allah ki purey purey kalamat ke jariye,
har shaitan se aur har zahreele janwar se aur
har nuqsaan pahunchaney waali Nazar-e-Badd se.

📕 Sahih al-Bukhari 3371


Hadees ki Roshni mein

Hadees: Buri Nazar se bachne ki Dua

۞ Hadees: Ibne Abbas (R.A.) se Riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) Allah se Hussain wa Hasan (R.A.) ke liye Panah talab kiya kartey they aur farmatey they ki “Tumharey Buzurg Dada Ibrahim (Alaihay Salam) bhi Ismaeel aur Ishaq (Alaihi Salam) ke liye Inhi Kalamat ke Jariye Allah ki panaah manga kartey they. ‘A’oodhu Bikalimatillahi-Tammatti Min Kulli Shaytaanin Wa Hammatin Wamin Kulli ‘Aynin Lammatin.’

 Tarjuma: Main panaah mangta hun Allah ki purey purey kalamat ke jariye, har shaitan se aur har zahreele janwar se aur har nuqsaan pahunchaney waali Nazar-e-Badd se.

📕 Sahih al-Bukhari 3371


Hadith: Dua Against Bad Evil Eye, Black magic:

۞ Hadith: Narrated Ibn `Abbas: The Prophet (ﷺ) used to seek Refuge with Allah for Al-Hasan and Al-Husain and say: “Your forefather (i.e. Abraham) used to seek Refuge with Allah for Ishmael and Isaac by reciting the following: ‘O Allah! I seek Refuge with Your Perfect Words from every devil and from poisonous pests and from every evil, harmful, envious eye.‘ ”

📕 Sahih al-Bukhari 3371

Courtesy © Ummat-e-Nabi.com
Mohammad Salim

Founder, Designer & Developer of Ummat-e-Nabi.com | Worlds first Largest Islamic blog in Roman Urdu.

Post a Comment

Previous Post Next Post